waldain ke huqooq in quran-waldain k liye dua.alkhaniifo

Nafarman aulad  KO maloom Hona Chahiye k waldain ke huqooq aen Ibadat He  qk Allah rbul Azat ne apni ibadat k baad agr kisi chaiz ka hukom dya he to wo (Maa baap ke Huqooq aur waldain ka ehtram he. Hamen chahie k hum hr wqt waldain ki duain le aur agar hamare waldain wafat … Read more

ghusal k faraiz kitne hain?-ghusal Karne ka Asan tarika_ Ghusal kb Faraz hota hai?

ghusal k faraiz kitne hain & Ghusal karne ka Asan Tarika   Aslam U Alaikum Doston.Ajj hum is post me janegae k Ghusal Ka Tarika aur ghusal k faraiz , aur ghusal k kitny faraiz hain? Yad rah e k agr ghusal k faraiz  main tori si bhi ghlti hogi to Ghusal k faraiz k Ada na … Read more

wazu k faraiz_wazu ka tarika in Urdu-Islamic info

wazu k faraiz_wazu ka tarika in Urdu-Islamic info Is post mein ap k samane wazu k faraiz aur Wazu ka Tarika Urdu me byan kiye janege. k wazu kise trh ki jae?aur wazu k faraiz aur wazu ki sunnatin wazu ke mustahab wazu ki makroohat  kitne hein aur wazu tootne ki wajah kya he aur  wazu … Read more

Masnoon duain-60 masnoon Islamic duain-

Masnoon duain -Masnoon duain with Urdu translation

Masnoon duain HUZOOR AQDAS (PBUH) se taqreebn hr muqa aur har maqam ki duain munqool hain’

In ma se taqreebn 60 Masnoon Duain in arabic with Urdu translation  likhi jarhi hain Humain  in Islamic Duaion ka khas Ehtmam krna chahye,

Duaion ko muqa be muqa parhan e se kasrath e zikr ki dulat naseeb ho jathi he,

Masnoon Islamic Duain  me se chand ko zikr kya jatha he baqi step by step  Masnoon duain in urdu mein byan honge In ko zaroor parrhiga.

Masnoon duain & Islamic Duain-

60 masnoon islamic duain

1. Masnoon duain islamic

2. Masnoon hifazat ki duain

4.Masnoon duain in arabic

5.Masnoon duain qunoot

6. ramzan ki Masnoon duain

Masnoon duain مسنون دعائیں
Qurani Duain-مسنون دعائیں-islamic Duain
رمضان کی دعاٸیں
Masnoon duain ki Fazailt

 

عن ابي هريره رضي الله تعالیٰ عنه قال قال رسول الله صلى الله عليه وسلم ليس شيء اكرم على الله من الدعاء۔(ترمذی)

Tarjuma:

Hazrat Abu Huraira Raz e Allah Tala se Rivayat he hai ki huzur Fakhri Alam  Sallallahu Alaihi Wasallam ne Irshad farmaya Allah Tala ki nazdeek koi cheez Dua Se Badhkar buzurg u brtar Nahin.

2. وعن انس رضي الله تعالى عنه قلت له قال قال رسول الله صلى الله عليه وسلم الدعاء مخ العباده۔(رواہ ترمذی)

Tarjuma:

Hazrat Anas Radi  Allah Tala Anuh se revayat he k rasul e Karim Sallallahu wsallam  ne farmaya k Dua Ibadat ka magz hai.

 

3. وعن ابي هريره رضي الله عنه قال قال رسول الله صلى الله عليه وسلم من لم يسٸال الله يغضب عليه (رواہ ترمذی)

Tarjuma:

Hazrat Abu hurai radi Allah Tala Anuh se Ravayat he k rasul e Karim Sallallahu wsallam n farmaya k.

Jo shaks  Allah Tala jalshanuhuh se Dua nhi krtha Allah tala apni Shan k mutabiq us shaks  per Gussa farmata Hai.

Masnoon duain

Duain in arabic with Urdu translation

SUBH KI Masnoon DUAIN

(1) اللہم بک اصبحنا و بک امسینا و بک نحیٰ وبک نموت و الیک المصیر

TRJUMMA

Ae ‘ALLAH’ Terri qudrat se hum  subh k waqat me dakhil  how e aur  Terri 

qudrat se hum sham ke waqat me dakhil howe aur Terri qudrat se hum jeet e aur marth e hain aur Terri  hi traf jana he-

 

 یا صبح میں یہ دعا پڑھے۔

5. اللهم ما اصبح بیا من نعمةٍ او باحد من خلقك فمنك وحدك لا شريك لك فلك الحمد ولك الشكر

ترجمہ:

 اے اللہ صبح کے وقت جو بھی کوئی نعمت مجھ پر یا کسی بھی دوسری مخلوق پر ہے وہ صرف تیری ہی طرف سے ہے تو تنہا ہے تیرا کوئی شریک نہیں تیرے ہی لیے حمد ہے تیرے ہی لئے شکر ہے

 

SORAJ NIKAL NE K WAQAT KI Masnoon DUA

سورج نکلنے کے وقت کی مسنون دعا

(2) الحمداللہ الذی اقالنا یومنا ھذا و لم ویھلکنا بذنوبنا

TRJUMMA

SB Tareef e Allah hi kelye hain’ jis ne ajj ke din hum e Maaf rkha aur Ghunaho

ke sbab hum e halak n farmaya-

 

SHAM KE WAQAT KI Masnoon DUA
شام کے وقت کی مسنون دعائیں

(3) اللہم بک امسینا و بک اصبحنا و بک نحئی و بک نموت و الیک النشور۔

TRJUMMA

Ae ‘Allah’ hum teeri qudrat se sham ke waqat me dakhil hoe aur Terri qudrat se

subh ke waqat me dakhil hoe aur Terri qudrat se jeet e aur martin hain aur

mar ne k baad uth kr  Terri hi traf Jana he.

 

SUBH AUR SHAM KI Masnoon DUAIN

Hzrat Usman gani (R) frmat e  hain k RASOOL KARIM (PBUH) ne frmaya 

jo banda hr subh w sham 3 mrtba ye kalimath parh lya kre tu us e koi chez nuqsan nhi phonchaega.

(4) بسم اللہ الذی لا یضر مع اسمہ شئ فی الارض و لا فی السماء و ھو السمیع العلیم.

TRJUMMA:

ALLAH ke naam ke sath aasman ya zamin me koi chez nuqsan nhi de skhthi aur wo sonne wala  aur jaan ne wala he.

 حضرت ثوبان رضی اللہ تعالی عنہ فرماتے ہیں کہ رسول کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا جو مسلمان بندہ صبح و شام تین مرتبہ یہ کلمات پڑھے۔

6. رضيت بالله ربا وبالاسلام دينا وبمحمد النبيًا۔

ترجمہ:

 میں اللہ تعالی کو رب ماننے پر اسلام کو دین ماننے پر اور محمد صلی اللہ علیہ وسلم کو نبی ماننے پر راضی ہوں۔

پڑھ لے تو اللہ تعالی کے ذمہ ہوگا کہ قیامت کے دن اسے راضی کرے 

Hifazat Ki Masnoon Duain-مسنون دعائیں 

Bathroom se Dakhil hone ki Masnoon dua

بیت الخلإ  میں داخل ہونے سے پہلے پڑھنے کی دعا۔

 بیت الخلاء میں داخل ہونے سے پہلے ﷽ کہے حدیث شریف میں ہے کہ شیطان کی آنکھوں اور انسانوں  کی شرمگاہوں کے درمیان  آڑ بن جاتی ہے اور یہ دعا پڑھے۔

7. اللهم اني اعوذ بك من الخبث والخبائث۔
ترجمہ:
 اے اللہ میں تیری پناہ چاہتا ہوں خبیث جنوں سے مرد ہو یا عورت.

iman ki sifat-eman ki sifaat in urdu iman e mufassal-emaan e mujmal-Islamic.info

Iman ki images

iman ki sifat ka bayan in urdu  emaan ki sifaat iman mufassal aur  iman e mujmal ka byan Aslam u Alaikum  Iman ki sifat kya kya he?  iman e mufassal  aur Iman Mujmal  kon kon se hain? ========MAZAMEIN=======   1. Ahdith ki Roshani me iman ka makam۔ 2. Iman ki sifat-eman ki sifty 3. Iman e mufasal 4. Iman … Read more