namaz timing karachi namaz timing in karachi 2022
Is post me ap Namaz ki Fazilat aur 5wqt ke Daly namazon ki timing in karachi ke Hawale se jan skhthe hein aur is ke Alawa hum ne is post me Namazon ki Ahmiyat in Quran, ,Namaz ki fazilat Ahdith, aur 5wqt namazon ki fazilat, aur 5wqt ke namazon ke timing k mutalaq likha he ap is post me daily karachi k shahr aur All pakistan k shehr k namazon ki timing k bare main jan skthe he .
========MAZAMAIN============
7.isha ki namaz ki rakat In urdu
11. fajr namaz timing in urdu
12. Zuhr namaz timing in urdu
13. asar namaz timing in urdu
14. Maghrib namaz timing in urdu
15. isha namaz timing karachi today
16. Namaz ki fazilat in urdu
Islam ke faraiz aur aamal to buht hain magr jo maqam namaz ko diya gya he is wjh se namaz ki ahamiyt buht ziyadh he_ Namaz ka buland martba is se smjh lo k dosre faraiza ka
yahin zameen pr raht e howe hukum dya gya he aur Namaz kelye khuda e pak wahadhu la lasharik ne ye ahihtmam farmaya k Rasool Akram (pbuh) ko mihraj kra kr Aalam bala main atha farmai
aur islam ke faraiz main dunya main sub se pehle namaz hi ka hissab hoga,
Blk e Aakhirat ki kamyabi aur ba muradi ka madari hei NAMAZ ke tehk nikaln e pr he,
2. Namaz ki ahmiyat hadees
(HADITH E MUBARAK)AHAZRAT ABU HURIRA (R) SE RIWAYAT HE K RASOOL (PBUH) NE IRSHAD FARMAYA;
Qayamat ke din bnda ke Aamal ka jo hissab hoga un main sub se pehle numbar pr NAMAZ he.
So agar NAMAZ tek nikli ho (banda) ka kamyab aur ba murad hoga aur agar NAMAZ kharab nikli to na kaam hoga aur khasara main prhega_ yani nuqsan utaega,( MISHKAT SHARIF)
KHULASA .ye k NAMAZ sub se pehle faraz howi to sub se pehle is ka hissab hoga aur qayamt main kamyabi aur na kaami ka fasella NAMAZ ke tek aur be tek ho ne pr hoga,
5 Namaz ki fazilat in urdu
5 Namaz ki Fazilat urdu mein byan kiye gaye hain Aap be khubi in 5 wqt ki Namazon ki fazilat prh sakhte hein.
Jin 5 Namazon ki fazilat niche Tartibwar likh diye Gaye hen.
Fajr namaz ki Fazilat in Urdu
Fajar Namaz ki fazilat ke mutaliq aat a hai k hazrat kaab bin Habar Radiya ya Allah Tala Anhu farmate Hain. Maine hazrat Musa Ali Salam per nazul hone wali baz takhthyon mein padha k.
Allah pak ne Farmaya k Ae Musa Ali Salam wo do rakate Hain Jo hazrat Muhammad Mustafa Sallallahu Alaihi Wasallam aur us ki umat raat ko padhenge fajar ki Namaz hai jo shakhs is Namaz ko padhenge.
Main us ke is din aur Raat ke Tamam Gunahon ko bakhsh dunga. Aur apni hifazat mein rakhunga.
Zuhar Namaz Ki Fazilat in Urdu pdf
Zuhar Namaz Ki Fazilat wo jo char Rakatin hein Jo hazrat Muhammad Mustafa Sallallahu Alaihi Wasallam aur unki mat padhenge yah zuhar ki namaz hai.
Pehle rakat mein unke Liye magfirat he. 2 Rakat ki wjh se mezan Amal ko bhari kardiya jayega. 3 Teesri Rakat pr Farshton ko muoakil banadiya jaenge,
Is me mare bande kelaye tasbhi aur us bande kelaye baghshish u Astaghfar karein ge. 4. Chothi Rakat par un ke kelaye Asman ke Darwaze khol diye jaenge.
Asar ki namaz ki Fazilat
Asar ki namaz ki Fazilat ke mutalaq Atha he k Allah pak farmata he k Ae Musa Ali Salam wo char Rakatin Hain, Jo Hazrat Ahmad Mustafa Sallallahu Alaihi Wasallam aur unki umat Ke log padhenge.
ye Asar ki Namaz hai is ke Namaz padhne walon ke liye Zameenon aasman Ke Tamam farishte duain ma magfirat karenge aur unhen azab Se mahafuz rakha jaega.
Magrib Namaz ki Fazilat in Urdu
Magrib Namaz ki Fazilat ke mutalaq Ata he k Allah pak ne hazrat Musa Ali Salam se farmaya k Jo Hazrat Ahmed Mustafa Sallallahu Alaihi Wasallam aur unki umat padenge,
yah magrib ki Namaz hai jo log ye teen Rakat padhenge unke liye aasman Ke darwaze khol diye jaenge.Aur Unki Dua Qabul ki jayegi aur unki Hajat puri Hogi.
Isha Namaz ki fazilat in Urdu pdf
Isha Namaz ki fazilat in Urdu pdf Allah pak ne hazrat Musa Ali Salam se farmaya k vah char Rakhatin Hain Jo Hazrat Muhammad Mustafa Sallallahu Alaihi Wasallam aur unki umat padhenge.
Ye Isha ki Namaz he iske padane wale Tamam Gunahon se pak ho jaenge,aur UN logon ki wazu ke khatre Ke badle Zameen aasman jitni Jorri jannat ata farmaunga.
SHAITAN KE CHAAL
Buht se log NAMAZ nhi prhat e aur Apne ko namaziyon se behtar aur paka janti smjh the hain, un ko SHITAN ne ye duhoka de rakha he k na namaz nahi parhthe to kya he dawa to muft dethe hain,
Gashthi Shafa khan e main free kaam krthe hain aur filaa tariqa pr makhlooq ki khidmat anjam dethe hain waghira waghira, Halanke namaz Nahi to Kuch nhi_ namaz ke bakher dosre Amal bekar he
AKHARAT KI KAMYABI
SUB SE BARI KAMYABI HE:Jo log deen Islam ke Pero he Quran w sunat ko Huq Manthe hain un ke nazdek Akhrat ki kamyabi se parh kr kr koi cheez nhi,
jb ye maloom hogya ke Akhrat ki kamyabi namaz main he to namaz ko pabandi se parhna sare kaamon se barh kr howa, Namaz ki wjh se Zara se
Aaram main faq Atha ho, Kisi dunyawi kaam main Tora buht nuqsan ho jatha ho to Aqalmandi Aadamy kelye Akhrat ki be intha kamyabi ke samne is ki Kuch haqeeqat nahi,
Zara Jannat ki namaton aur wha ke Mahlon, Baaghon, aur Nahron aur Sone ke Darkhto ka khyal Kro, phar Dozakh, ki Aag ka tasawar kro jo Dunya ki Aag se 69 darja ziyadh gram he
Ye Ghor KR ke hissab lagao k easi Aag se bachne aur easi easi namatain Mil ne kelye agar Namaz ki pabandi Kr ne main.
Kuch need qurban hojae aur kaheel main fraq Aajae ya bilfraz haqeer Dunya ka Kam ya zyadh nuqsan hojain to us ko brdasht KR ke namaz prh lena Aqal mandi he ya nhi he?
4. zohar ki namaz ki rakat
5. Asar ki namaz ki rakat
6. magrib ki namaz ki rakat
7. Isha ki namaz ki rakat
Q4. Isha ki Namaz me kitni Rakatain Hain?
8. Fajar ki namaz ki rakat
Q6. Jumma ki Namaz me kitni Rakat Hain?
All namaz timing
tamam (All) namazon ki timing ko janna inthai zarori he agar Namazon ka timing ka malom na ho to nimaz prhane k bawajud insan ki namaz zaya hojaye gy is liye hum chahiye k hum 5 namazon ke wqt ko panchane.
Niche tamam namazon ki timing likh diye gaye hain.
fajr namaz timing in urdu
Namaz e fajar Jo subah ke waqt Suraj nikalne se pahle padhi jaati hai.
Zuhr namaz timing in urdu
Zuhr namaz padhane ki timing ye he k zuhr ki namaz Suraj dhalne ke bad padhi jaati hai.
asar namaz timing in Pakistan
Asar namaz padhane ki timing ye he k Asar namaz Jo Suraj chhupane se do dedh 2/ ghanta pahle padhi jaati hai.
Maghrib namaz timing in urdu
Magrib namaz padhane ki timing ye he k Magrib namaz Jo Suraj chhupane ke forn bad padhi jaati hai.
Asha namaz timing
Isha namaz padhane ki timing ye he k Isha namaz aur Suraj chhupane se do dedh ghanta bad padhi jaati hai.