======MAZAMEIN=======
6. waldain ka ehtram essay in urdu
7. waldain ke liye dua
8. waldain ki khidmat essay in urdu
9. waldain ke huqooq essay in urdu
والدین کے حقوق قرآن کی روشنی میں
بِسمِ اللہ الرحمٰن الرحیم
وَقَضٰى رَبُّكَ اَلَّا تَعْبُدُوٓا اِلَّآ اِيَّاهُ وَبِالْوَالِـدَيْنِ اِحْسَانًا ۚ اِمَّا يَبْلُغَنَّ عِنْدَكَ الْكِبَـرَ اَحَدُهُمَآ اَوْ كِلَاهُمَا فَلَا تَقُلْ لَّـهُمَآ اُفٍّ وَّلَا تَنْـهَرْهُمَا وَ قُلْ لَّـهُمَا قَوْلًا كَرِيْمًا وَاخْفِضْ لَهُمَا جَنَاحَ الذُّلِّ مِنَ الرَّحْمَةِ وَ قُلْ رَّبِّ ارْحَمْهُمَا كَمَا رَبَّیٰنِیْ صَغِیْرًاؕ(۲۴)
ترجمہ: کنزالعرفان
اور ان کے لیے نرم دلی سے عاجزی کا بازو جھکا کر رکھ اور دعا کر کہ اے میرے رب! تو ان دونوں پر رحم فرما جیسا ان دونوں نے مجھے بچپن میں پالا۔
Tarjuma:
Aur Tera Rab Faisla kar chuka hai Iske Siva Kisi Ki Ibadat n karo aur maan baap ke sath naki karo.
Jab Tere Maan Baap mein se koi ek budhape ko pahunch Jaaye to un ko uf Tak Na Kaho.
Aur Nahin inhen jhadake balke inse narmi aur waldain ka ehtram se kalam karin aur unke Liye rahamat ka Bazu Pila De,
(yani Meherbani kar aur apne Rab Se waldain ke liye dua Mang K) ae rabul izat in pr rahm frma qyun ke unhone Mujhe Bachpan Mein Shafqat Aur Mohabbat Se Pala he.
Dosto.Is Tarah Allah Tala Ne hum p waldain ki khidmat aur waldain ka ehtram Karna Hum pr frz farmaya hai Isi Tarah inke Liye Koi aur sakht baat karne se bhi Mana farmaya Hai.
Naz in ki nafarmani ko Haram Karar Diya Hai, Quran e Hukum ke Is Hukum ky mutabiq ke Inki Haq Mein Narmi lahje me kalam Karo,
aur maa baap k liye dua Karo Sath hi Kaha,(کَمَا رَبَّیَانِی ضَغَیرًا) se zahir hai ki taklif Ko Yad Karke ine ki taklif Ke Badle Mein unke liye rahamat aur bakshish mango.
والدین کے حقوق پر حدیث
waldain ka ehtram essay in hadees mubarkah
(Mishakat Sharif Safa nu431) per revayat hai ke Nabi Akram Sallallahu Alaihi Wasallam Ne farmaya Hai Ki,
َاِنَّ العَبدِ یَمُوتُ وَالِدَہُ اَواَحَدُھِمَا وَاِنَّہٗ لَھمَا لَعَاقَ فَلا یزالُ یَدعُو لَھُمَا وَیَستَغفِرُ لَھَمَا حَتُّی یَکَتُبُہُ اللّٰہ بَار
Tarjuma.
Jis Bande ke donon man Baap ya un main se ek Fout ho chuka hai aur wo Un ka nafarman ho to,wo apne waldain ke liye dua maa baap k liye dua Karen.
waldain ki maghfirat ki dua aur istighafar karen to Allah Tala us ko Farman bardar Likh Dega.
Mashallah waldeen ka Farman bardar banne ka kya Aasan Tarika Hai ise Kahate Hain kufara,
Doston.Hamare Nabi Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Hamare liye Kis Kadar aasaniya Mohya Kar Di Hai.
Kisi n Kisi Tarah Ham dozagh ki Aag se Bach jaen, warna Maa Baab ka na Farman Jannat mein dakhil nahin ho sakta.
((Mishakat Sharif Safa nu418) Hazrat Muslim revayat Hai Ki farmaya rasul e Karim Sallallahu Alaihi Salam ne Ke (رَغِمَ اَنفُرَ رَغِمَ اَنفُرَ رَغِمَ اَنفُرَ) khak aluda Ho naak uski khak Aluda ho naak uski khaak aluda Ho naak uski .Arz Kiya Ya Rasool Allah kis ki?
(قَالَ مَن اَدرَکَ وَالِدَیہِ عِندَالکِبِرِ اَحَدُھُمَا اَو کِلاَھُمَا ثُمَ لَم یَدخُلِ الجَنَةَ) farmaya Jis ki Maan Baap donon ya unmen se ek zindah ho aur wo waldain ki khidmat na Kare aur Jannat mein dakhil Na Ho۔
Dekh Lo mere doston waldain ka nafarman Kabhi Jannat mein dakhil Na Ho sakega balki Jannat Ki buh bhi na Sukh payega.
۔چنانچہ کشف الغمہ کے صفحہ 212 پر فرمان رسول ﷺ یو درج ہے۔
ثلاثه لايدخلون الجنه ولا يسمون ريحها ليوجر من ميسرة خمس ماٸة عام العاق لِوالديه والديوت والرجلة۔
Tarjuma:
K 3 Shaks Jannat mein dakhil Na Honge aur Nahin uski Bhu sokh Sakenge. halanke uski Khushbu (500) sal ki Musafit Se sunghi Ja sakti hai.
1. Apne waldin Ka nafarman (2) Besharm (Jo Apne Ghar walon Mein zina Dekhen aur gairat na Karen) aur (3) wo Aurat Jo mardon se mushabat Karen.
waldain ke Nafarman Aulad ka waqia
Ek Nujwan apne Baap se tang aa kr apne baap se kha ne laga Aba Ajj apne rishte daron se Milne Chalte Hain.
Baap tyar howa Kha tek ha beta Chalte Hain main Bhi Kafi gr main poor ho chuka he.
Donon baap bete tyar howe chalthe chalthe Ek Pahari Elaq main phaonchae bap khah ne Laga.
bate se beta yhan to koi Apna rishtedar Nhi rahta Kha le ae ho bete ne koi jawab nhi dya.
Jb ek buland Pahari pe charhe to nafrman bete ne kha main ap ko ghumane nhi marne kealy laya ho aur is buland pahari se ap ko gira k main sukon ka sans longa.
Baap ne ye na zaiba Alfaz sun kr khah ne laga bete mujhe bhi yhi lg rha tha beta bs mari ek bat sun e us ke baad bilashuba ap mujhe gra de.
Bete ne pari skhthe se kha sunain baap khane laga beta main bhi ap ki trh nujwan tha aur isi trh.
mara bhi aba kafi kamzoor aur pora tha main bhi us se chot bol kr ek bari pahari pe la kr use graya tha.
Note: Yad rah e ky Allah rb izat hr ghunah ki saza muakhr krtha he lekn waldeen k nafrman ko Donya me hi zaleel o khuwar rkhta he.
Waldain ke Nafarman aulad ki Saza
Hazrat Alquma Radhi Allah Tala Anahu jo Buht hi Nimazi aur Rozdar the.Aura Khairat u sadqaat mein bahut Aage the sakht bimar Hue,
Yahan tak ki Un ki biwi Ne huzur(ﷺ) ki khidmat mein Paigham bheja k aap ka Sahab Halat hi Naza(Sakhrat) mein hai,
Huzoor Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Hazrat Bilal aur Hazrat Suhaib Radhe Allah Tala anhum ko us ki trf bejha ky us ko kalma ki thalkin Karen.
Chunache unhone bahut koshish ki lekin Kalma Sharif padhne ke liye uski zuban na Khuli huzur salla wasllam ko is Amar ka ilm hua.
Ap(ﷺ) Ne Daryafat farmaya ke kya Iske waldaain Mein Se Koi zindah Hai Sahaba Ne arz Kiya Iski (budia) walda Zinda Hai.
Aap Budhiya ke pass pahunche aur poochha Ae Mai Sach batao Tumhara beta (Alquma) Kaisa Tha.
Budhiya Ne Arz ki bahut Nimaz ghuzar aura Roze Rakhta tha.Khairat u sadqat krtha tha.
Farmaya to is per Razi hai ya naraz.Budhiya boli Ya Rasool Allah Main is se Razi Nahin. ap(ﷺ) ne narazagi Ki vajah phuchi.
To Arz ki k ya Rasool Allah(ﷺ) wo Meri Baat Nahin manta tha aur apni Aurat ke khan e per chalta tha is ko Mujh per fazilat deta tha.
Nabi karim salla wasllam Ne farmaya Teri is narazgi ki wajah se is ki zuban Kalma Sharif padhne se band hai.
pr ap ne Hazrat Bilal Razi Allah Tala se farmaya lakdiyan Jama karo. Budhiya ne Arz Kya kyon ya Rasool Allah ?
farmaya Tere bete alqama ko ine lakdiyon Mein jalaunga.Budhiya Ne Arz Kiya.
wo mera baccha hai aur mera dil yah bardasht Nahin Karega ki Mere Samne us jalaya Jaaye.
Nabi Karim (ﷺ)Ne farmaya ki Allah ka Azab Tu isa se Bhi sakht tr Hai Mujhe Khudaya Azwjal ki qasam (Alqma) ko is ka Roza namaz Sadka khairat fayda Nahin Dega Jab tak tum ise Maaf Karke Razi Na Ho Jaaye.
Agar tum chahti ho ki Khuda is ko bakhsh De aur duzag Ki Aag se nijaat De to ise Maaf Kar ke Razi ho ja.
To Budhiya Ne Arz Kiya ya Rasurallah main is per Razi ho gai hon. per ap ne Hzarat Bilal Razi Allah Tala anho ko
Hazrat Alqama Raz e Allah Tala anho ke pass bheja Jab aap darwaz e per pahunche to Andar Se Kalma padhne ki awaaz a Rahi Thi Aur alqama Kalma prati hove Donya Se rukhsat Ho Gaye.
Ap(ﷺ)Sallallahu Alaihi Wasallam ne us ki Namaz Janaza padhaai Unki qabar per Khade ho kar farmaya.
ِیَا مَعشَرَ المُھَاجِرِینَ وَالاَنصَارِ مَن فَضَلَ زَوجَتَہٗ عَلیٰ اُمِہ فَعلَیہِ لَعَنتُ اللّٰہِ وَالمَلٰٸِکِتِہِ وَالنَّاسِ اَجَمَعِینَ۔
Tarjuma:
Ae Muhajreen u Ansar k lokho jo shaks Apni maan per apni Aurat (بیوی) ko fazilat Dega use per Allah Tala aur uski Farishte aur insanon Sabki lanat Hoi.
waldain ke huqooq aur waldain ka ehtram na karne wale ki saza
Regane wala Murda: Hazrat Hoshab Razi Allah Tala anhu si marvi Hai k Ek martba Main Ek qabila Arab Mein Utra vahan Ek Qabarsthan Hai.
Jahan per Asar ke bad Ek Qabar fat jaati hai aur us se ek Murda nikalta Hai Jiska Sar gadh Ki Tarah hai aur paki Jism Insan Ki Tarah vo teen martba Gadhe Ki Tarah Rengta aur phar qabar Mein Chala Jata Hai Aur Qhabar mil Jaati Hai.
Ek Dafa wahan Ek Aurat Sut Kat rahi thi us ne Mujh se kaha ki is pudiya ko dekhte ho maine kaha ha.
Wo boli ye uski maan hai jo qabar se nikal kar rengtha tha.ye shaks sharabi tha aur jab wo Sharabi Sharab Peene lagta tha to us ko maa khathi. Ae Mere bache khuda se dar to kab tak Sharab Pita Rahega.
kya tujhe Marna Nahin Tu ye shakhs apni Man Se Kahta Kyon gadha Ki Tarah Regati Hai.
Chunache se yah shakhs Asar ke Waqt Ek Roz mar gaya abhi us Waqt iski Qabar har Roz Shaq hothi he aur wo nikal kar teen dafa Rengta hai aur Qabar pr mil Jaati Hai.
Waldain ke Nafarman aulad ke Wazifa Ka Tareeqa
500 martba sorah e kosar parh kar awal akhir teen teen martba darood e ibrahim parh kar kisi meethi cheez ke oper dum karein. Wo meethi cheez unko khila dhein.
Yeah wazifa apnay 11 din takk musalsal karna hai. Inshalah 11 din ke andar andar aulad farmabarar ho jaye gi. neik aur salih ban jaye gi.
Agar unkay andar buri adtein pai jati hain toh iski barkat say unki buri adtein bhi khatam ho jayein gi. Yeah buhat he mujarb wazifa hai.
Jinn ki aulad nafarman hai aghay say ultay sedhay jawab deti hai wo yeah amal zaroor karein. Inshallah iska 100% aapko faida hoga.
Aur is ki barkat say Allah paak apki aulad ko neik saleh aor farmanbardar banye ga. Lakin iss kay sath sath apnay Neik tarbiyat bhi karni hai.
waldain ka ehtram essay in urdu
Hazrat Asma (R) KA byan he k mari walida us zamane main madina Munwara main Aai.
Jb k Huzoor Aqdas (PBUH) ne quresh Maka se maida KR rkhatha, us waqat tk wo Muslman n howi thain blke mushrik thain,
main ne Araz kya ya Rasoolullah (PBUH) Mari (Walida) aai hain jo mujh se Milne ki umeed war hain.
kya main un se sulah rahmi ka brthao Kro (aur un ko Hasaab r tofiq kuch dae do? AP (PBUH) ne frmaya han in ke sath sulah rahmi kro.
Description
Doston.waldain ke huqooq bhut ham hain jis me hum e chahye k hum hr waqt aur hr Sorath me apne waldeen ki frman prdari me rhe.Allah rubul Izhat k Dr dua he k Khaliq e kainat he hum sb ko sahi manaon me apne maa baap ki Izat krne ki tofaiq Atha frmay.