iman ki sifat-eman ki sifaat in urdu iman e mufassal-emaan e mujmal-Islamic.info

iman ki sifat ka bayan in urdu 

iman ki sifat
iman ki sifat

emaan ki sifaat iman mufassal aur  iman e mujmal ka byan

Aslam u Alaikum  Iman ki sifat kya kya he?  iman e mufassal  aur Iman Mujmal  kon kon se hain?

========MAZAMEIN=======

 

1. Ahdith ki Roshani me iman
ka maka

2. Iman ki sifat-eman ki sifty

3. Iman e mufasal

4. Iman e mujmal 

5. Ahdith ki Roshani
6. iman ka maqam
 

Iman ke bare mein Atha he k HAZRAT Abass (R) se riwayat he k Huzoor Aqdas  (Pbuh) ne frmaya hain k us ne Iman ka maza Paliya jo Sache dil se is bat pr Razi our Ghuosh hai  k (ALLAH THALA)  ko Apna RB manta he aur Islam ko Apna deen mantha he aur Muhammad (Pbuh) ko Apna Rasool mantha he.

iman ki sifat-eman ki sifty

iman ki sifat ke matalq Hazrat Anas (R) se riwayt he k Huzoor (Pbuh)  ne Irshad frmaya k 3 chezain eman ki sifaat me Se Hain.

JIS shaks main hongy wo un ki wjh see  iman ki dulath ko mahsoos krega. 

1: ALLAH aur  us ka RASOOL (Pbuh)  sub se zyadh mahboob ho.

2: Jis kisi  bandhe se muhabat  ho sirf ‘ALLAH’ kilye ho.

3: Kofur main waps jana us ko aesa nagwar ho jessa k aag main dala jana nagwar he.

See also  واقعہ کربلا تفصیل اردو پارٹ 1-عبد الستار آلکھانی

Description

In dono Haditho main Momin ki chand Khas bulnd sifat bthaey hain awr irsad frmaya he k Muslman Aadmy ko dil ki gheray se yaqeen ki schaey ke sath aeman lana chahye’ aesa aeman ho jo dil main rach jae.

Muslman ky Ghar paida hony ki wjh  se ya Muslim mushaira  main dil ki rhane ki wjh se apne ap ko sirf sr sri tor pr muslman n smhje’blke islam ki nemat azeema smjhe’

 

Dil ki gharai se qabool kre’ ALLAH ko apna Rb mane aur Islam ko apna deen huq manany aur Hazrat Muhammad  (Pbuh)  ko apna Rasool manany pr zahir u bathin se aur dil o jaan se Razi aur khosh ho aur is dulath ko sub se barry dulat smache’ 

 

Jis shaks main ye bath hogy wo Iman ka maza apne andr mahsoos krlega aur is maz e k samn’e  donya ke kisi maza ko nazr main nahi laega_ aeman ke thaqazon main sub se brra thqaza ye he k ‘ALLAH’ aur us ke.

 Rasool (Pbuh) se itny zeyadh muhbat ho  jo kisi se bhi n ho’ n Ulad se n Maa Baab se’ n kisi Uahdedar se ‘ n jaa e Martbat se’n Mal e dulat se’ n Hukomat u Mumlikat se.  aur taloqat ka rokh ALLAH us ka RASOOL (pbuh) ke taluq ki trf mour de. 

Iman ki Sifat kitni hai?

Ans. emaan ki sifat  2 Hain.

1. iman e mufassal.

2. iman mujmal.

ايمان کی صفتیں (Iman ki sifat in urdu aman ki sifat )

 بسم الله الرحمن الرحيم
 

1 ایمان مفصل (iman e mufassal aman ki sifat ) “

See also  Jajja G Beautiful Naat Sharif-جگہ جی لگانے کی دنیا نہیں نعت

امنت بالله وملائكته وكتبه ورُسله و اليوم الاخر والقدر خيره وشرہ من الله تعالى والبعث بعد الموت۔

ترجمہ: ایمان لایا میں اللہ پر اور اس کے فرشتوں پر اور اس کی کتابوں پر اور اس کے رسولوں پر اور قیامت کے دن پر اور اس پر کے اچھی اور بری تقدیر خدا تعالی کی طرف سے ہے اور موت کے بعد اٹھائے جانے پر بھی ایمان لایا۔

ایمان مجمل“(Iman e mujmal-aman ki sifat)

اٰمَنٗتُ بِاللّٰہ كما هو باسماٸہ وصفاته فقبلت جميع احکامه اقرار بلسانہ وتَصٗدِيق بالقلب 

ترجمہ: ایمان لایا میں اللہ پر جیسا کہ وہ اپنے ناموں اور صفات و کے ساتھ ہے، اور میں نے اس کے تمام احکام قبول کیے میں زبان سے اقرار کرتا ہوں اور دل سے تصدیق کرتا ہوں۔